• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Banjar dil Sairab Karo

Banjar dil Sairab Karo

nahid-qasmi

mera dil maidanon jaisa vusat se bharpur

lekin vo to sadi sadi ki qarn qarn ki dhuul samete

viran viran ujda ujda banjar banjar rahta hai

aao! nas nas dukhte logo! ansuon ki ghanghor ghataen le kar aao

mere dil par aa kar umdo

aise tuut ke barso jaise savan barse

mera dil sairab karo

mera dil sairab hua to tum dekhoge

kaise banjar dharti men se nazuk akhue phutte hain

phir jab vapas jaoge to khali haath nahin jaoge

mere dil ke phuul tumhare gajre honge

aur tumhari ankhon men ashkon ki bajae naghme honge

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Ke Junun Hua to Gareban Ko phaD Kar

peDon Se Baat-Chit Zara Kar Rahe Hain Hum

poet

Fikr Yahi Hai Har Ghadi Gham Yahi Subh O Sham Hai

Ishq Jab Tujhse Hua Zehn Ke Jugnu Jage

Is Tarah Mohabbat Mein Dil Pe Hukmarani Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet