• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaar Su Intishaar Hai Kya Hai

Chaar Su Intishaar Hai Kya Hai

aijaz-asad

chaar su intishar hai kya hai

ye ḳhizan hai bahar hai kya hai

sab ko mashkuk tum samajhte ho

ḳhud pe bhi e’tibar hai kya hai

sava neze pe chahiye suraj

jism men barf-zar he kya hai

mujh ko manzil nazar nahin aati

duur tak rahguzar hai kya hai

koi aahaT talak nahin hoti

mere andar mazar hai kya hai

ek pal bhi nahin mira apna

zindagani udhar hai kya hai

mere hamdam zara bata mujh ko

ye javani ḳhumar hai kya hai

hai jo mujh se ‘asad’ gurezan sa

maslahat ka shikar hai kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ufuq Se Aag Utar Aai Hai Mere Ghar Bhi

poet

Hai Hai Koi Dil Dene Ke Qabil Nahin Milta

abroo-shah-mubarak

Jalte Hain Aur Hum Sin Jab Mangte Ho Pyala

neena-sahar

Mukhtalif Hain Meri Bahaar Ke Rang

faiz-ahmad-faiz

Kis Harf Pe Tu Ne Gosha-E-Lab Ai Jaan-E-Jahan Ghammaz Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet