• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaal Hum Sab Se Chal Gaya Suraj

Chaal Hum Sab Se Chal Gaya Suraj

chaal ham sab se chal gaya suraj

kitna aage nikal gaya suraj

jalte jalte pighal bhi sakta hai

jab suna to dahal gaya suraj

roz ki tarah kal bhi a.unga

aaj bhi sab ko chhal gaya suraj

sar chhapane ko jab jagah na mili

kitne chehron men Dhal gaya suraj

ek badli jo paas se guzri

rang kitne badal gaya suraj

tah karo ḳhvab shab sameTo ab

phir safar par nikal gaya suraj

Dar gaya shahar ke makanon se

vaqt se pahle Dhal gaya suraj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaane Us shaKHs Ko Ye Kaisa Hunar Aata Hai

Aisi Mushkil Mein Na Jaan Thi Pahle

shad-azimabadi

Siyahkar Siyah-Ru Khata-Shiar Aaya

Batata Hai Mujhe Aaina Kaisi Be-ruKHi Se

Rawish Rawish Pe Phul Khilate Gulzaron Ki Baat Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet