• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bura Hi Kya Tha Jo Aap Apni Misal Hote Kamal Hote

Bura Hi Kya Tha Jo Aap Apni Misal Hote Kamal Hote

aabid-umar

bura hi kya tha jo aap apni misal hote kamal hote

kisi tarah se jo tute rishte bahaal hote kamal hote

ye laila majnun ye hir ranjha ye shirin farhad ki mohabbat

thi aisi shiddat kahin jo un ke visal hote kamal hote

padha nahin tha nisab-e-ulfat amal mein aage the har kisi se

samajhti duniya agar hamein be-misal hote kamal hote

wo mujh se milta Khamosh rahta Khamoshiyon par hi dad pata

magar jo nazron se munfarid se sawal hote kamal hote

ye kya ki tanhaiyon se rishta bana ke Khud ko ganwa liya hai

sama ke mujh mein jo aap mera jamal hote kamal hote

jise bhi dekha usi ko dawa-e-husn karte suna gaya hai

jahan bhar mein hasin agar Khal-Khal hote kamal hote

nasib apna suKhnawaron mein hamari ginti na ho sakegi

‘umar’ adakar hum agar ba-kamal hote kamal hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Young Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Zari Suni Nahin Jati Koi Jurm Muaf Nahin Hota

Sukut-E-Asr Mein Gunji Hui Azan Hun Main

Ek Wo Hi shaKHs Mujhko Ab Gawara Bhi Nahin

asrarul-haq-majaz

Idhar Bhi Aa

poet

Diya Apni Rawish Par Kya Gaya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet