• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bujhti Hui shaMein Hoti Hain Dube Hue Tare Hote Hain

Bujhti Hui shaMein Hoti Hain Dube Hue Tare Hote Hain

bujhti hui sham.en hoti hain Duube hue taare hote hain

mahfil ke ujaḌne se pahle asar ye saare hote hain

barbad-e-mohabbat par aisa ik daur bhi aa hi jaata hai

aghosh men suraj hota hai palkon pe sitare hote hain

ye zarf hai zarf-e-fikr-o-nazar har Dubne vaala kya jaane

be-bahr bhi tufan uThte hain be-mauj bhi dhare hote hain

nazzara to hai be-parda magar har dekhne vaala kya dekhe

jo zarf-e-nazar men aa na saken aise bhi nazare hote hain

tughyan-e-havadis ki hamdam itni hi navazish kya kam hai

kashti na sahi sahil na sahi tufan to hamare hote hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ek Anjaan Rah Par Donon

poet

Shama Nazan Hai Faqat Sar Se bhaDak Jaane Mein Aag

Shafaq Sitare Dhanak Kahkashan Banate Hue

ali-sardar-jafri

Wufur-E-Shauq Ki Rangin Hikayaten Mat Puchh

poet

Raaz-E-Fitrat Nihan Tha Nihan Hai Abhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet