• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Budh

Budh

adil-mansuri

pipe ke gahre lambe kash khinchta

vo apni barahnagi ke ehsas ko

dhuven ki shakl men

khala men tahlil hote dekh kar

muskurane ki koshish karta tha

us ki naaf ke as-pas

chipke hue

shikasta andhere ke chhote chhote tukde

mendak ki aankhon men

mare hue khvabon ki silan men

duub rahe the

vo

mujh ko

”gautam” ke naam se yaad kiya jaae

aisa

divaron par rengti

chiyuntiyon se

baar baar kah raha tha

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hum dil O Jaan Se Kharidar Hain Kin Ke Un Ke

poet

Hazar Wade Kiye Hain Tumne Kabhi Kisi Ko Wafa Na Karna

Sulagti Ret Ki Qismat Mein Dariya Likh Diya Jae

poet

Waiz Ke Pas Jaenge Hum Mai Piye Hue

Pichhe muD Ke Dekhna Achchha Laga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet