• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Brindaban Ke Kirshn Kanhaiya Allah Hu

Brindaban Ke Kirshn Kanhaiya Allah Hu

nida-fazli

brindaban ke kirshn kanhaiya allah hu

bansi radha giita gayya allah hu

thode tinke thode daane thoda jal

ek hi jaisi har gaurayya allah hu

jaisa jis ka bartan vaisa us ka tan

ghatti badhti ganga mayya allah hu

ek hi dariya niila piila laal hara

apni apni sab ki nayya allah hu

maulviyon ka sajda pandit ki puuja

mazduron ki haiyya haiyya allah hu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Puchho Aql Ki Charbi chaDhi Hai Uski boTi Par

poet

duaen Mangin Hain Muddaton Tak Jhuka Ke Sar Hath Utha Utha Kar

poet

Fareb-E-Ulfat Ki Dastan Mein Asar Ki Ummid Hi Kahan Hai

mubarak-azimabadi

Puchhi Taqsir To Bole Koi Taqsir Nahin

poet

Nind Ki Aankh-Micholi Se Maza Lete Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet