• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bolti Aankhen Dekhin Jagte Lab Dekhen

Bolti Aankhen Dekhin Jagte Lab Dekhen

bolti ankhen dekhin jagte lab dekhen

jo surat ham ne dekhi hai sab dekhen

jaane faza men kab chalti hai mauj-e-hava

badal haT kar chand dikha.e kab dekhen

ankhen band karen to kya kya jalve hain

har su ghor andhere lapken jab dekhen

chanda chamke kaliyan chaTkin phuul khilen

jis din us ko dekhen ḳhvab ajab dekhen

jism ik rahguzar hai dil miTTi ka diya

gul hota hai kab ye charagh-e-shab dekhen

shayad nur-e-sahar phaila ho ab har su

‘arif’ dil par patthar rakh kar ab dekhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Ko KHush Aaya Tera Humse KHafa Ho Jaana

paDa Hua Main Kisi Aaine Ke Ghar Mein Hun

Maine Teri Yaad Bhula Di Shahzadi

Junub O Mashriq O Maghrib Tere Shumal Tera

poet

Tufan Nazar Mein Hai Na Kinara Nazar Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet