• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bikhar Rahi Hai Jo Quwwat Wo Phir Munazzam Ho

Bikhar Rahi Hai Jo Quwwat Wo Phir Munazzam Ho

poet

bikhar rahi hai jo quvvat vo phir munazzam ho

shikast ho to zaruri nahin ki matam ho

sitare samt-numa hain to iktifa kaisi

zamin par bhi kahin jugnuon ka parcham ho

vo vaqt peT pe patthar hi bandhne ka hai

ki jab zamin pe hi ḳhandaqon ka mausam ho

vahi to vaqt munasib hai mo.ajize ke liye

kuchh aur atish-e-qaht-o-muhal barham ho

talash karte hue a.enge hararat-o-nur

abhi na sho.ala-e-ba.as-e-navaz maddham ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ko Apne Bas Mein Karna Tha Us Se Hi laD baiTha

obaidullah-aleem

Wahshat Usi Se Phir Bhi Wahi Yar dekhna

Sabhi Ko KHwahish-E-tasKHir-E-Shauq-E-Hukmarani Hai

afzal-gauhar-rao

Main Sun Raha Hun Jo duniya Suna Rahi Hai Mujhe

bichhaD Ke Un Se Mile to Kai Sawal Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet