• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bikhar Jae Na Meri Dastan Tahrir Hone Tak

Bikhar Jae Na Meri Dastan Tahrir Hone Tak

bikhar jaa.e na meri dastan tahrir hone tak

ye ankhen bujh na jaa.e ḳhvab ki ta.abir hone tak

chala.e ja abhi tesha qalam ka koh-e-zulmat par

siyahi vaqt bhi leti hai ju-e-shir hone tak

isi ḳhatir mire ash.ar ab tak Diary men hain

kisi aalam men ji lenge ye alamgir hone tak

tire aghaz se pahle yahan jugnu chamakte the

ye basti muflison ki thi tiri jagir hone tak

mujhe tanz-o-malamat ki baḌi darkar hai yuun bhi

ana ko shaan bhi to chahiye shamshir hone tak

mohabbat aḳhirash le aa.i hai ik band kamre men

teri tasvir ab dekhunga ḳhud tasvir hone tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzaal-firdaus

diwaron Mein dar Hota To Achchha Tha

poet

Gulshan Se Aae Hain Na Bayaban Se Aae Hain

Chaaragar Chup Hain Kyun Ilaj Karen

poet

Hai Aam Azal Hi Se Faizan Mohabbat Ka

Ek Shajar Aisa Mohabbat Ka Lagaya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet