• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bichhda Hai Jo Ek Bar To Milte Nahin dekha

Bichhda Hai Jo Ek Bar To Milte Nahin dekha

parveen-shakir

bichhda hai jo ik baar to milte nahin dekha

is zakhm ko ham ne kabhi silte nahin dekha

ik baar jise chaat gai dhuup ki khvahish

phir shakh pe us phuul ko khilte nahin dekha

yak-lakht gira hai to jaden tak nikal aaiin

jis ped ko andhi men bhi hilte nahin dekha

kanton men ghire phuul ko chuum aaegi lekin

titli ke paron ko kabhi chhilte nahin dekha

kis tarah miri ruuh hari kar gaya akhir

vo zahr jise jism men khilte nahin dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phunk Do Mere Aashiyane Ko

Tujhe Hai Shauq-E-Zaban Par Jo Qand Rakhne Ka

poet

Aashiq Hai Jo Tumhaare Rukh-E-Surkh-Rang Ka

KHalwat-E-Zat Hai Aur Anjuman-Arai Hai

kaifi-azmi

Aaj Socha To Aansu Bhar Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet