• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhul Na Usko dhun Hai Jidhar Ki Chaunk Musafir Raat Nahin Hai

Bhul Na Usko dhun Hai Jidhar Ki Chaunk Musafir Raat Nahin Hai

shad-azimabadi

bhuul na us ko dhun hai jidhar ki chaunk musafir raat nahin hai

shakl numayan hogi sahar ki chaunk musafir raat nahin hai

ankhen malte sehn-e-chaman men jhuum ke utthe niind ke maate

dekh saba ne aa ke khabar ki chaunk musafir raat nahin hai

niile niile rang ke uupar badhti hi jaati hai safedi

ho gai rangat zar-o-qamar ki chaunk musafir raat nahin hai

zor na taqat sang na sathi paanv se apne aap hai chalna

tujh pe hai bhari rah-e-safar ki chaunk musafir raat nahin hai

tujh pe main qurban jaani pyare ham-nafas-o-ham-dard hamare

tujh se hai ulfat main ne khabar ki chaunk musafir raat nahin hai

pankh-pakheru khvab se chaunke sab ne khushi ke naare maare

aai sada murghan-e-sahar ki chaunk musafir raat nahin hai

kuuch ki saaat aa gai sar par ‘shad’ utha le jholi-bistar

niind men saari raat basar ki chaunk musafir raat nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Agarche Ishq Mein Ek Be-KHudi Si Rahti Hai

Hazin Tum Apni Kabhi Waza Bhi Sanwaroge

Jism Par Baqi Ye Sar Hai Kya Karun

shad-azimabadi

Kaba O dair Mein Jalwa Nahin Yaksan Un Ka

poet

Kuchh Is Tarah Dil Se Ishq Us Ka Nikalna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet