• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhul Baitha Tha Magar Yaad Bhi Khud Maine Kiya

Bhul Baitha Tha Magar Yaad Bhi Khud Maine Kiya

zafar-iqbal

bhuul baitha tha magar yaad bhi khud main ne kiya

vo mohabbat jise barbad bhi khud main ne kiya

noch kar phenk diye aap hi khvab ankhon se

is dabi shaad ko nashad bhi khud main ne kiya

jaal phailae the jis ke liye charon janib

us giraftar ko azad bhi khud main ne kiya

kaam tera tha magar maare muravvat ke use

tujh se pahle bhi tire baad bhi khud main ne kiya

shahr men kyuun miri pahchan hi baaqi na rahi

is kharabe ko to abad bhi khud main ne kiya

har naya zaiqa chhoda hai jo auron ke liye

pahle apne liye ijad bhi khud main ne kiya

inkisari men mira hukm bhi jaari tha ‘zafar’

arz karte hue irshad bhi khud main ne kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

KHud Se Kuchh Yun Ubhar Rahe Hain Hum

Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha

Jo Tamam Umr Ban Kar Mera Hausla Rahi Hai

poet

Tu Subh-Dam Na Naha Be-Hijab Dariya Mein

Hum Tera Saya the Saya Ho Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet