• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / bhaTak Rahe Hain Gham-E-Agahi Ke Mare Hue

bhaTak Rahe Hain Gham-E-Agahi Ke Mare Hue

bhaTak rahe hain gham-e-agahi ke maare hue

ham apni zaat ko patal men utare hue

sada-e-sur-e-sarafil ki rasan-basta

palaT ke ja.enge ik roz ham pukare hue

shikast-e-zat shikast-e-hayat bhi hogi

ki ji na pa.enge ham hauslon ko haare hue

ai mere a.ina-ru ab kahin dikha.i de

ik umr biit ga.i ḳhal-o-ḳhad sanvare hue

mata-e-jan hain miri umr bhar ka hasil hain

vo chand lamhe tire qurb men guzare hue

zamin pe zarra-e-be-nam the magar ‘shahbaz’

bulandiyon pe pahunch kar hamin sitare hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na-Fahmi Apni Parda Hai Didar Ke Liye

Lamha Lamha Mera Har Ek Se Siwa Jagta Hai

Kis Ki Mehnat Ke Ye Shahkar Nazar Aate Hain

Ek Jafa-Ju Se Mohabbat Ho Gai

Josh Ubalta Hai Pighalti Hai Tamanna Dil Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet