• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhara Hua Teri Yaadon Ka Jam Kitna Tha

Bhara Hua Teri Yaadon Ka Jam Kitna Tha

bhara hua tiri yadon ka jaam kitna tha

sahar ke vaqt taqaza-e-sham kitna tha

ruḳh-e-zaval pe rang-e-davam kitna tha

ki ghaT ke bhi mira mah-e-tamam kitna tha

tha tere naaz ko kitna miri ana ka ḳhayal

mira ghurur bhi tera ghulam kitna tha

jo pau phaTi to har ik dastan tamam hui

ajab ki un ke liye ehtimam kitna tha

unhin ko yaad kiya jab to kuchh na yaad aaya

vo log jin ka zamane men naam kitna tha

abhi shajar se juda.i ke din na aa.e the

paka hua tha vo phal phir bhi ḳhaam kitna tha

vahan to koi na tha ek apne gham ke siva

mire makan pe magar izhdiham kitna tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Se baDh Kar Ek Tumhaare Gahne Honge

poet

Niyyat Agar KHarab Hui Hai Huzur Ki

poet

Kisi Ko Lakh Alam Ho Zara Malal Nahin

poet

Dil Ki Basti Pe Kisi Dard Ka Saya Bhi Nahin

Ye Ishq Ki Galiyan Jin Mein Hum Kis Kis Aalam Mein Aae Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet