• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhage Achchhi Shaklon Wale Ishq Hai Goya Kaam Bura

Bhage Achchhi Shaklon Wale Ishq Hai Goya Kaam Bura

bhage achchhi shaklon vaale ishq hai goya kaam bura

apni halat kya men bata.un bad achchha badnam bura

gesu-o-ruḳh ko jab se chaha tab se mera rang ye hai

shaam achchha to sub.h bura aur sub.h achchha to shaam bura

qadar ho kya ḳhaak us ke ghar men andhi ke si aam hain dil

ashiq TuuTe paḌte hain har roz ka izn-e-am bura

bandh ke halqe gherenge ab mere dil ki ḳhair nahin

ghunghar vaale gesu us ke bandh rahe hain laam bura

sar pe amama haath men sub.ha ‘shauq’ na ja but-ḳhane ko

but hain baḌe kafir rakh denge sar ilzam bura

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aap to Ghabra Gae Betabi-E-Dil Dekh Kar

Rumuz-E-Be-KHudi Samjhe Na Asrar-E-KHudi Samjhe

Sufi

Agle Padaw Par Yunhi Khema Lagaoge

nida-fazli

Aaj Zara Fursat Pai Thi Aaj Use Phir Yaad Kiya

Zauq Rakhta Hai Fikrmand Tujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet