• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Begana-E-Wafa Tera Shewa Hi Aur Hai

Begana-E-Wafa Tera Shewa Hi Aur Hai

mubarak-azimabadi

begana-e-vafa tira sheva hi aur hai

ahl-e-vafa ka taur-tariqa hi aur hai

dair o haram ki raah men rakhte nahin qadam

ham rah-ravan-e-shauq ka rasta hi aur hai

dil bevafa ke haath na bechega ba-vafa

tum se nahin banega ye sauda hi aur hai

allah dil na tum ko tadapta hua dikhae

dekha na jaega ye tamasha hi aur hai

jalva-farosh aap hain main dil-farosh huun

aison se kya banega ye sauda hi aur hai

tukde hain dil jigar ke ‘mubarak’ ki sher hain

ghazlon ka aap ki to safina hi aur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae

Charagh Baqi Raha Na Ab Aaina Rahega

poet

Husn Ki Bewafaiyan Tauba

toD Kar Tar-E-Nigah Ka Silsila Jata Raha

ahmad-faraz

Ek Bund Thi Lahu Ki Sar-E-dar To Giri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet