• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Shauq-E-Talab Be-Zauq-E-Nazar Be-Rang Thi Unki Gul-Badani

Be-Shauq-E-Talab Be-Zauq-E-Nazar Be-Rang Thi Unki Gul-Badani

poet

be-shauq-e-talab be-zauq-e-nazar be-rang thi un ki gul-badani

ye kohkan-o-majnun ki nazar shirin bhi bani laila bhi bani

dekhe hue un ko der hui har naqsh abhi tak taaza hai

be-gana-vashi mastana-ravi jadu-nazari shirin-suḳhani

ham apne hi ghar men rahte the jab teri nazar men rahte the

ab roz satati hai ham ko ai dost vatan men be-vatani

phulon men jhalakte hain chehre shaḳhon pe guman aghosh ka hai

kuchh aisi basi hai nazron men gul-pairahani nazuk-badani

nazron men na be-mehri ki ada baton men na vo ḳhushbu-e-vafa

kitne hi dilon ko toḌ ga.i zalim ki jabin ki be-shikani

us bazm-e-tarab men hansne par majbur hamen qismat ne kiya

phulon se jahan sho.ale lapken saghar men ghule hiire ki kani

sho.alon men nikharte hain jauhar qismat pe ‘faridi’ tanz na kar

gham aisi hi ne.amat hai jis ko paate hain yahan qismat ke dhani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdussalam-asim

Han Wo Main Hi Hun Ki Jis Ke Hain Yahan Pursan Bahut

meer-hasan

Kaun Karta Hai Sar-E-Zulf Ki Baaten dil Mein

Sone Ke Dil miTTi Ke Ghar Pichhe chhoD Aae Hain

Jal Raha Hun to Ajab Rang O Saman Hai Mera

Bedam Shah Warsi

daru-e-dard-e-Nihan Rahat-e-Jaani Sanama

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet