• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Be-Niyazi Ke Silsile Mein Hun

Be-Niyazi Ke Silsile Mein Hun

poonam-yadav

be-niyazi ke silsile men huun

main kahan ab tire nashe men huun

hijr tera mujhe satata hai

aur baaqi to bas maze men huun

dhundh mat in udaas ankhon men

ghaur kar tere qahqahe men huun

vo mujhe ab bhi chahta hoga

main abhi tak mughalate men huun

har taraf mahfilen khayalon ki

ishq ke shahi mahkame men huun

tod kar hi nikal le koi

qaid main apne daere men huun

us ko manzil bhi mil gai apni

aur main huun ki raste men huun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zahida-zaidi

Wo Jis Ka Intizar Tha

Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye

indira-varma

Us Se Mat Kahna Meri Be-Sar-O-Samani Tak

Kis Saliqe Se Wo Mujh Mein Raat-Bhar Rah Kar Gaya

Jab Ashk Teri Yaad Mein Aankhon Se Dhale Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet