• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Be-Khudi Mein Pahlu-E-Iqrar Pahle To Na Tha

Be-Khudi Mein Pahlu-E-Iqrar Pahle To Na Tha

qateel-shifai

be-khudi men pahlu-e-iqrar pahle to na tha

itna ghafil vo but-e-ayyar pahle to na tha

ahl-e-dil jaate hain ab dar-o-rasan ki raah se

is qadar mushkil visal-e-yar pahle to na tha

misr ki galiyan utar aai hain apne shahr men

husn valon ka ye hal-e-zar pahle to na tha

aa rahi hai khud-bakhud shayad koi manzil qarib

mehrban yuun qafila-salar pahle to na tha

us men bhi kuchh raaz hai varna dayar-e-husn men

dard-mandon ka koi gham-khvar pahle to na tha

hosh men aane lage hain un baharon ke tufail

varna divanon ka ye kirdar pahle to na tha

roz-o-shab apne liye hain qatl ke fatve ‘qatil’

mufti-e-shahr is qadar din-dar pahle to na tha

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

Bahrupni

Kitne Dil TuTe Hain Duniya Ka KHabar Hone Tak

majrooh-sultanpuri

Junun-E-dil Na Sirf Itna Ki Ek Gul Pairahan Tak Hai

poet

Soz Aawaz Mein Lahje Mein Khanak Hai Saqi

chaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet