• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-dili Se Hansne Ko Khush-dili Na Samjha Jae

Be-dili Se Hansne Ko Khush-dili Na Samjha Jae

pirzada-qasim

be-dili se hansne ko khush-dili na samjha jaae

gham se jalte chehron ko raushni na samjha jaae

gaah gaah vahshat men ghar ki samt jaata huun

is ko dasht-e-hairat se vapsi na samjha jaae

laakh khush-guman duniya bahami taalluq ko

dosti kahen lekin dosti na samjha jaae

ham to bas ye kahte hain rose jiine marne ko

aap chahen kuchh samjhen zindagi na samjha jaae

khaak karne valon ki kya ajiib khvahish thi

khaak hone valon ko khaak bhi na samjha jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ishq Mein Tabah Hua Ya Ki Jal Gaya

firaq-gorakhpuri

Narm Faza Ki Karwaten dil Ko dukha Ke Rah Gain

Meri Jab Us Se Aashnai Thi

Zaban Par Sabhi Ki Baat Hai Faqat Sawar Ki

poet

Ek Jagah Pe Nahin Hai Mujhe Aaram Kahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet