• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bazm-E-Insan Mein Bhi Ek Raat Basar Kar dekho

Bazm-E-Insan Mein Bhi Ek Raat Basar Kar dekho

ahmad-nadeem-qasmi

bazm-e-insan men bhi ik raat basar kar dekho

ek baar apni zamin par bhi utar kar dekho

is ufuq par na agar jannat-e-mauuda mili

is ufuq tak bhi jo chaho to safar kar dekho

koi duubi hui kashti hai ki sahil ka nishan

apni sochon ke samundar se ubhar kar dekho

khud ko dekho mire meaar ke aine men

ik zara mujh pe ye ehsan bhi dhar kar dekho

mausam-e-gul hai to kirdar-e-chaman kyuun badle

aag phulon ko to shabnam ko sharar kar dekho

har zamane men bujhe to nahin rahte khurshed

gardisho aaj miri shab ko sahar kar dekho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kisi Ke Wada-E-Farda Mein Gum Hai Intizar Ab Bhi

poet

Humne Dekhi Wafa Sahaaron Ki

Dil Mein Phir Wasl Ke Arman Chale Aate Hain

poet

Teri Gali Mein Jo Aae Wo Ghar Nahin Jate

Gham-E-Mazi Gham-E-Hazir Gham-E-Farda Ke Siwa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet