• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bazm-E-Alam Mein Bahut Se Humne Mare Hath-Paon

Bazm-E-Alam Mein Bahut Se Humne Mare Hath-Paon

poet

bazm-e-alam men bahut se ham ne maare hath-paon

teri surat ke na dekhe pyare pyare hath-paon

bahr-e-ulfat men bahut se ham ne maare hath-paon

lag rahe manind-e-khas akhir kinare hath-paon

ashiq mu-e-kamar ki le khabar o be-khabar

suukh kar tinka hue hain us ke saare hath-paon

meri khidmat se nihayat khush hua vo bad-mizaj

vasl ki shab kaam aae apne baare hath-paon

bahr-e-hasti men mila ham ko dur-e-maqsad na haif

mauj ke manind kya kya ham ne maare hath-paon

vaqt-e-zabh bola ye qatil ashiq-e-nad-shad se

tukde kar daala kabhi tu ne jo maare hath-paon

khel rahta hai tavakkul par miri auqat ka

chalte-phirte hain hamare be-sahare hath-paon

tikhi tikhi un ki chitvan banki banki un ki chaal

bholi bholi un ki surat pyare pyare hath-paon

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-shahryar

Nae Zamanon Ki Chap To Sar Pe Aa Khadi Thi

Zindagi Is Liye Shayad Hai Pasheman Ai Hosh

kavita-kiran

Khizan Ka Khauf Bhi Hai Mausam-E-Bahaar Bhi Hai

miyan-dad-khan-sayyah

Apne Hi dam Se Hai Charcha Kufr Aur Islam Ka

abrar-ahmad

Ye Jo Sar Hum Teri Chaukhat Se Lagae Hue Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet