• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bas Teri Had Se Tujhe Aage Rasai Nahin Di

Bas Teri Had Se Tujhe Aage Rasai Nahin Di

bas tiri had se tujhe aage rasa.i nahin di

main ne gaali to koi ai mire bhaa.i nahin di

mujhe har fikr se azad samajhne vaale

mere mathe ki shikan tujh ko dikha.i nahin di

dil men ik shor uTha haath chhuḌane se tire

der tak phir koi avaz suna.i nahin di

phuul kaḌhe hain mire talvon pe vahshat ne miri

tapte sahra ne mujhe abla-pa.i nahin di

ek-duje se yuun vabasta hue ham donon

main ne chaha nahin us ne bhi riha.i nahin di

vasl aaya tha tire hijr ka sauda karne

ishq ki ham ne magar pahli kama.i nahin di

haath kya soch ke khincha hai sitam se us ne

main ne zaḳhmon ki to ‘zishan’ duha.i nahin di

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

noon-meem-rashid

Reg-E-diroz

zafar-iqbal

Aisi Koi darpesh Hawa Aai Hamare

Usne Talab Kiya Mera Dil Is Ada Ke Sath

poet

Bhar Din Shabab Ne Ye Un Aankhon Mein shoKHiyan

poet

Baha Ke baiThe Hain Ashkon Ka Ek Samundar Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet