• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barha Thithka Hun Khud Bhi Apna Saya dekh Kar

Barha Thithka Hun Khud Bhi Apna Saya dekh Kar

akhtar-hoshiyarpuri

barha ThiThka huun ḳhud bhi apna saaya dekh kar

log bhi katrae kya kya mujh ko tanha dekh kar

mujh ko is ka gham nahin sailab men ghar bah gae

muskuraya huun main be-mausam ki barkha dekh kar

ret ki divar men shamil hai ḳhun-e-zist bhi

ai havao soch kar ai mauj-e-dariya dekh kar

apne hathon apni ankhen band karni paḌ gaiin

nighat-e-gul ke jilau men gard-e-sahra dekh kar

mere chehre par ḳharashen hain lakiren haath ki

meri qismat paḌhne vaale mera chehra dekh kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shauq-E-Didar Ne Kya Kya Na Tamasha Dekha

poet

Ham-Zad Hai Gham Apna Shadan Kise Kahte Hain

Main Dil Pe Jabr Karunga Tujhe Bhula Dunga

sahir-ludhianvi

Go Maslak-E-Taslim-O-Raza Bhi Hai Koi Chiz

KHizan Ke Hosh Kisi Rose Main uData Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet