• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barg-E-Gul shaKH-E-Hijr Ka Kar De

Barg-E-Gul shaKH-E-Hijr Ka Kar De

barg-e-gul shaḳh-e-hijr ka kar de

ai ḳhuda ab mujhe hara kar de

har palak ho nam-ashna mujh se

mera lahja bahar sa kar de

mujh ko raushan mire bayan men kar

ḳhamushi ko bhi aa.ina kar de

baiTh ja.un na thak ke misl-e-ghubar

dasht men surat-e-saba kar de

meri takmil harf-o-saut men ho

mujhe paband-e-iltija kar de

kaun dastak pe kaan dharta hai

tu mire haath dil-kusha kar de

ai jamal-e-dayar-e-kashf-o-kamal

mauja-e-rang ko nava kar de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Aasan Se Lahje Ki Mushkil Kaun Samjhega

etibar-sajid

Kaha Takhliq-E-Fan Bole Bahut dushwar To Hogi

Hayat Apni Sanwarun Khuli Kitab Karun

poet

Shahr Mein Ban Ke Mohabbat Ka Gadagar Mangun

Dar-O-Bast-E-Anasir Para Para Hone Wala Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet