• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bar-E-Digar Ye Falsafe Dekhun

Bar-E-Digar Ye Falsafe Dekhun

bar-e-digar ye falsafe dekhun

zaḳhm phir se hare-bhare dekhun

ye basirat ajab basirat hai

a.inon men bhi aa.ine dekhun

zaviyon se agar najat mile

saare manzar ghule-mile dekhun

nazm karna hai be-hisabi ko

lafz saare nape-tule dekhun

aḳhir aḳhir jo dastan na bane

avval avval vo vaqiye dekhun

duriyan dhund ban ke bikhri hain

kuchh qarib aa ki fasle dekhun

ek nashsha hai ḳhud-numa.i bhi

jo ye utre to phir tujhe dekhun

le gaya vo bachi-khuchi ninden

ḳhvab kaise rahe-sahe dekhun

raat phaili hui hai milon tak

kya charaghon ke da.ere dekhun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Samajh Raha Tha Main Ye Din Guzarne Wala Nahin

poet

Ahl-E-Gulshan Rahzan Ko Rahbar Kahne Lage

Andheron Se Agar Aaina-Samani Hui Hogi

abul-hasanat-haqqi

Ye Ek Aur Humne Qarina Kiya

poet

Hum Na-Qishon Ke daur Mein Kaamil Hue To Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet