• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bakht Se Koi Shikayat Hai Na Aflak Se Hai

Bakht Se Koi Shikayat Hai Na Aflak Se Hai

parveen-shakir

bakht se koi shikayat hai na aflak se hai

yahi kya kam hai ki nisbat mujhe is khaak se hai

khvab men bhi tujhe bhulun to rava rakh mujh se

vo ravayya jo hava ka khas-o-khashak se hai

bazm-e-anjum men qaba khaak ki pahni main ne

aur miri saari fazilat isi poshak se hai

itni raushan hai tiri subh ki hota hai guman

ye ujala to kisi dida-e-namnak se hai

haath to kaat diye kuza-garon ke ham ne

moajize ki vahi ummid magar chaak se hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ta-dasht-E-Adam Aah-E-Rasa Le Gai Mujhko

Ek Qatra-E-Mani Se Afkar Ka Dariya Ho

Tumhaare Jate Hi Har Chashm-E-Tar Ko Dekhte Hain

Hum Junun Ko Zindagi Ka Mustaqar Samjha Kiye

Dil Ke Virane Mein Kuchh Phul Tamanna Ke Khile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet