• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ho Raha Hai Phir Zau-Fishan Hatheli Par

Waqt Ho Raha Hai Phir Zau-Fishan Hatheli Par

poet

vaqt ho raha hai phir zau-fishan hatheli par

naqsh hain muqaddar ki surḳhiyan hatheli par

mahram-e-basirat tha dil men gaḌ ga.iin aḳhir

rokta bhala kab tak barchhiyan hatheli par

sar-burida logon ka in dinon paḌosi huun

aur uTha.e phirta huun ashiyan hatheli par

ab ke bhi nahin aaya abr-o-bad ka mausam

buund ko tarasti hain sipiyan hatheli par

jab gharon ke angan men chandni bikharti hai

ḳhun-e-dil sajati hain laḌkiyan hatheli par

sehn-e-gul ki raunaq hain qaid kar nahin sakte

rang chhoḌ jaati hain titliyan hatheli par

pattharon se Takra kar chuur ho gaya ‘saghar’

ham saja.e phirte hain kirchiyan hatheli par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-mannan-tarzi

Pa Ke Tufan Ka Ishaara dariya

Aa Gae Wo Mere KHayalon Mein

Riwayat-E-Dar-O-Rasan chhoD Aae

Bedam Shah Warsi

dil Liya Jaan Li Nahin Jati

shabnam-shakeel

na puchh dekh ke kitna malal hota hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet