• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / baiThe-baiThe Ek Dam Se Chaunkati Hai

baiThe-baiThe Ek Dam Se Chaunkati Hai

baiThe-baiThe ik dam se chaunkati hai

yaad tiri kab dastak de kar aati hai

titli ke jaisi hai meri har ḳhvahish

haath lagane se pahle uḌ jaati hai

mere sajde raaz nahin rahne vaale

us ki chaukhaT mathe ko chamkati hai

ishq men jitna bahko utna hi achchha

ye gumrahi manzil tak pahunchati hai

pahli pahli baar ajab sa lagta hai

dhire dhire aadat si ho jaati hai

tum us ko bhi samjha kar pachhtaoge

vo bhi mere hi jaisi jazbati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bana Rahe Koi Dam Naqsh-E-Pa Se Kaun Kahe

firaq-gorakhpuri

Kya Tere Khayal Ne Bhi Chheda Hai Sitar

jigar-moradabadi

Kisi Surat Numud-E-Soz-E-Pinhani Nahin Jati

Kin Mausamon Ke Yaro Hum KHwab Dekhte Hain

Main Dhund-Fazaon Mein uDa Bhi Hun Gira Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet