• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Kuchh Muntazir Ek Baat Ka Tha

Bahut Kuchh Muntazir Ek Baat Ka Tha

bahut kuchh muntazir ik baat ka tha

ki lamha laakh imkanat ka tha

bacha li thi ziya andar ki us ne

vahi ik ashna ab raat ka tha

rafaqat kya kahan ke mushtarak ḳhvab

ki saara silsila shub.hat ka tha

bagule us ke sar par chiḳhte the

magar vo aadmi chup zaat ka tha

hina.i haath ka manzar tha ‘bani’

ki tabinda varaq isbat ka tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaane Wo Kaun Tha Aur Kis Ko Sada Deta Tha

Lutf-E-Aghaz Mila Lazzat-E-Anjam Ke Baad

poet

Tesha-Ba-Dast Aa Mere Aazar Tarash De

Dilon Mein Farq Hai to Guftugu Se Kuchh Nahin Hoga

ishrat-afreen

Wo Mere Khwab-E-Pairahan Chhu Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet