• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut kaThin Hai Dagar thoDi Dur Sath Chalo

Bahut kaThin Hai Dagar thoDi Dur Sath Chalo

bahut kaThin hai Dagar thoḌi duur saath chalo

na.i hai rahguzar thoḌi duur saath chalo

hayat bikhri hui hai sameT lene do

main si luun chak-e-jigar thoḌi duur saath chalo

abhi to duur hai manzil udaas raste hain

abhi na phero nazar thoḌi duur saath chalo

ḳhumar-e-ishq hai baaqi rag-e-shikasta men

nasha ye jaa.e utar thoḌi duur saath chalo

na aarzu na koi hausla na manzil hai

tumhi ho zauq-e-safar thoḌi duur saath chalo

siyah raat musallat hai dil ki duniya par

mata-e-nur-e-sahar thoḌi duur saath chalo

na jaane Dor ye sanson ki TuuT jaa.e kab

kise hai us ki ḳhabar thoḌi duur saath chalo

tamam umr mira saath de na paoge

abhi to yaar magar thoḌi duur saath chalo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Sharik Azabon Ka Jaan-E-Jaan Koi

riyaz-khairabadi

dushman Ki Taraf Ho Ke Nikalne Nahin dete

Jab Bhi Dekha Hai Baja Dekha Hai

abdul-mannan-tarzi

Meri Aankhon Mein Aansu Pyare

Nazar Mili to Nazaron Mein banT Di Maine

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet