• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Bahana

Bahana

shahnaz-parveen-shazi

suno

tum kyuun nahin kahte

mire aansu tumhen taklif dete hain

mire dukh sun ke tum bhi bebasi mahsus karte ho

meri avaz ki larzish tumhen bhi khuun rulati hai

mere lahje ki namnaki tumhen bechain rakhti hai

mujhe maalum hai lekin ye sab tum kah nahin sakte

usi lamhe tumhen yaad aane lagte hain

kai behad zaruri kaam aur phir tum

achanak munqataa karte ho telephone ki line

phir ek massage men likhte ho

mujhe afsos hai package achanak khatm hone par

to phir kal baat karte hain

magar main janti huun is bahane ko

mujhe maalum hai janan

mire aansu tumhen taklif dete hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tamasha Rahguzar-Dar-Rahguzar Afsos Ka Hai

Beach Manjdhaar Diya baDh Ke Sahaara Kis Ne

poet

Chashm-E-KHunbar Mein Kyun laKHt-E-Jigar Jama Karen

Ameer Khasro

Aaj Badhawa Sajan Ke Ghar Ai Main Wari Re

Bataun Kaise Ki Sach Bolna Zaruri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet