• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Bahaar

Bahaar

nazeer-akbarabadi

gulshan-e-alam men jab tashrif laati hai bahar

rang-o-bu ke husn kya kya kuchh dikhati hai bahar

subh ko la kar nasim dil-kusha har shakh par

taza-tar kis kis tarah ke gul khilati hai bahar

naunihalon ki dikha kar dam-ba-dam nashv-o-numa

jism men ruh-e-ravan kya kya badhati hai bahar

bulbulen chahkarti hain shakh-e-gul par ja-ba-ja

bulbulen kya fil-haqiqat chahchahati hai bahar

hauz-o-favvaron ko de kar aabru phir lutf se

kya moattar farsh sabze ka bichhati hai bahar

jumbish-e-bad-e-saba se ho ke ham-dosh-e-nashat

saath har sabze ke kya kya lahlahati hai bahar

khalq ko har lahza apne husn ki rangat dikha

be-takalluf kya hi har dil men samati hai bahar

majmaa-e-khuban hujum-e-ashiqan aur josh-e-gul

dekh in rangon ko kya kya khilkhilati hai bahar

gul-rukhon ki dekh kar gul-baziyan har dam nazir

gul idhar khandan udhar dhumen machati hai bahar

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahani Yun Adhuri Chal Rahi Hai

Maut Bhi Kuchh Zindagi Se Kam Nahin

Bedam Shah Warsi

Na To Apne Ghar Mein Qarar Hai Na Teri Gali Mein Qayam Hai

KHush-Amdid Kahta Gulon Ka Jahan Tha

Hum Aise Log Kahan Manzilon Ko Pate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet