• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bagule Qais Se Kahte to Honge lauT Ja Pyare

Bagule Qais Se Kahte to Honge lauT Ja Pyare

bagule qais se kahte to honge lauT ja pyare

nahin lekin kisi ki mante ye ishq ke maare

sabab mere mire raste men haa.il har rukavaT thi

mire haTte hi manzil se ye raste ja mile saare

palaT kar yuun nahin dekha mabada sirf malba ho

miri yadon men zinda hain vo ghar vo dar vo chaubare

kisi ka raaj ḳhvabon par kisi ka niind par pahra

kiye kuchh is tarah hamdam tiri yadon ne baTvare

bhala lagta hai mujh ko mujh sa banjar asman din bhar

magar phir us pe khul jaate hain phulon se hasin taare

kisi guzre hue kal ki tarah mahsus hota hai

naya kya hai bata is aaj men ankhen ki nazzare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab to Jine Ki Koi Aas Nahin

poet

Katti Hai Koi dam Yahin Auqat Maze Ki

Tum Apni Yaad Se Kah Do Na Jae chhoD Ke Dil

Aur Ai Chashm-E-Tarab Baada-E-Gulfam Abhi

Kal Talak Jo Tha Tasawwur Anjuman-Araiyon Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet