• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Badle Jo Tum to Rasm-E-Tamanna Badal Gai

Badle Jo Tum to Rasm-E-Tamanna Badal Gai

poet

badle jo tum to rasm-e-tamanna badal ga.i

mahsus ye hua ki ye duniya badal ga.i

insaniyat gavah kuchh aise bhi azm hain

saaye men jin ke qismat-e-farda badal ga.i

mere junun-e-shauq men kuchh aa ga.i kami

ya tere iltifat ki duniya badal ga.i

ab vaqt-e-ehtiyat hai bar-jur.at-e-nigah

rindi ki riit kaisi ḳhudaya badal ga.i

badle subu na jaam na adab-e-mai-kada

haan mai-kashon ke shauq ki sahba badal ga.i

bikhre hue hain jalve har ik samt aaj bhi

lekin vo arzu-e-tamasha badal ga.i

tere karam se mera jahan tha iram iram

badli tiri nigah to duniya badal ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigah Tur Pe Hai Aur Jamal Sine Mein

poet

Ek Nadi Mein saikDon Dariya Ki Tughyani Mili

Umr Bhar Kawish-E-Izhaar Ne Sone Na Diya

Tujhse Girwida Yak Zamana Raha

poet

Mujhe Naql Par Bhi Itna Agar iKHtiyar Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet