• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Suraj Ki Koi Aaj Bani Hai Ki Nahin

Baat Suraj Ki Koi Aaj Bani Hai Ki Nahin

baat suraj ki koi aaj bani hai ki nahin

vo jo ik raat musalsal thi kaTi hai ki nahin

tere hathon men to a.ina vahi hai ki jo tha

sochta huun mira chehra bhi vahi hai ki nahin

mujh ko Takra ke ba-har-hal bikharna tha magar

vo jo divar si haa.il thi giri hai ki nahin

us ka chehra hai ki mahtab vo ankhen hain ki jhiil

baat us baat se aage bhi chali hai ki nahin

apne pahlu men humakte hue saa.e na saja

kya ḳhabar un se ye milne ki ghaḌi hai ki nahin

habs chehron pe to sadiyon se musallat hai magar

koi andhi bhi kisi dil men uThi hai ki nahin

puchhta phirta huun main bhagti kirnon se ‘rashid’

us bhare shahr men apna bhi koi hai ki nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bu-E-Gul Mauj Par Aati Hai Bahut Raat Gae

Kisi Ke Hijr Mein Qurban Raat Karte Hue

momin-khan-momin

Wade Ki Jo Saat dam-E-Kushtan Hai Hamara

ahmad-rahi

Koi Hasrat Bhi Nahin Koi Tamanna Bhi Nahin

abu-bakr-abbad

Kai-Bhare Gumbad Ka Nauha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet