• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Se Baat Ki Gahrai Chali Jati Hai

Baat Se Baat Ki Gahrai Chali Jati Hai

baat se baat ki gahra.i chali jaati hai

jhuuT aa jaa.e to sachcha.i chali jaati hai

raat bhar jagte rahne ka amal Thiik nahin

chand ke ishq men bina.i chali jaati hai

main ne is shahr ko dekha bhi nahin ji bhar ke

aur tabi.at hai ki ghabra.i chali jaati hai

kuchh dinon ke liye manzar se agar haT jaao

zindagi bhar ki shanasa.i chali jaati hai

pyaar ke giit havaon men sune jaate hain

daf bajati hui rusva.i chali jaati hai

chhap se girti hai koi chiiz ruke paani men

duur tak phaTti hui kaa.i chali jaati hai

mast karti hai mujhe apne lahu ki ḳhushbu

zaḳhm sab khol ke purva.i chali jaati hai

dar o divar pe chehre se ubhar aate hain

jism banti hui tanha.i chali jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Barson Baad Jo Dekha Usko Sar Par Uljha joDa Tha

Maut Se Yari Na Thi Hasti Se Be-Zari Na Thi

shaista-mufti

Wo Mujhse Kahte Hain Muskura do

shabana-yousaf

Laut Aaega Kisi Sham Yahi Lagta Hai

poet

Wahi Kuchh Zindagi Mein Zindagi Ka Bhed Pate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet