• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Mehndi Se Lahu Tak Aa Gai

Baat Mehndi Se Lahu Tak Aa Gai

baat mehndi se lahu tak aa ga.i

guftugu ab tum se tu tak aa ga.i

ab vo shaghl-e-chak-damani kahan

ab tabi.at to rafu tak aa ga.i

jaan jaa.e yaar hai ab Dar nahin

baat apni aabru tak aa ga.i

aarzu thi jis ko paane ki hamen

justuju us aarzu tak aa ga.i

buuTe buuTe se numayan hai bahar

Daali Daali rang-o-bu tak aa ga.i

vasl ki shab aur itni muḳhtasar

baton baton men vuzu tak aa ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zarra Jo Koi Mehr Ke Misdaq Ho Gaya

Aa Ki Hasti Be-Lab-O-Be-Gosh Hai Tere Baghair

Kuchh Aur Mere Dard Ke Shoalon Ko Hawa Do

ada-jafarey

Tum Bhi

Sitam Ho Jae Tamhid-E-Karam Aisa Bhi Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet