• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Ban Jae Jo Tafsil Se Baaten Kar Le

Baat Ban Jae Jo Tafsil Se Baaten Kar Le

baat ban jaa.e jo tafsil se baten kar le

tishnagi meri agar jhiil se baten kar le

jahan ke gaanv se tariki nikal sakti hai

dil agar fikr ki qindil se baten kar le

tu ḳharidar mire dil ki zamin ka hai Thahar

pahle dil ruuh ki tahsil se baten kar le

ka.aba-e-dil tujhe mahfuz agar rakhna hai

ja ke ulfat ki ababil se baten kar le

sirf qur.an ke alava hai bhala kis ki majal

jo ki taurat se injil se baten kar le

vo suhulat hamen goggle ne faraham ki hai

pal men insan brazil se baten kar le

aqibat apni banani hai agar ‘faiz’ tujhe

nafs ki uḌti hui chiil se baten kar le

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tha Kahan Likhna Use Lekin Kahan Par Likh Diya

poet

Kai din Ho Gae Ya-Rab Nahin dekha Hai Yar Apna

abdul-ahad-saaz

Band Fasilen Shahr Ki Toden Zat Ki Girhen Kholen

nida-fazli

Sachchai

Jhum Ke Saghar Kaun uThae Kis Ko paDi maiKHane Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet