• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baadam do Jo Bheje Hain Batwe Mein dal Kar

Baadam do Jo Bheje Hain Batwe Mein dal Kar

sheikh-ibrahim-zauq

badam do jo bheje hain batve men daal kar

iman ye hai ki bhej de ankhen nikal kar

dil siine men kahan hai na tu dekh-bhal kar

ai aah kah de tiir ka naama nikal kar

utrega ek jaam bhi puura na chaak se

khak-e-dil-e-shikasta na sarf-e-kulal kar

le kar buton ne jaan jab iman pe daala haath

dil kya kinare ho gaya sab ko sambhal kar

tasvir un ki hazrat-e-dil khinch liije gar

rakh denge ham bhi paanv pe ankhen nikal kar

qatil hai kis maze se namak-pash-e-zakhm-e-dil

bismil zara tadap ke namak to halal kar

dil ko rafiq ishq men apna samajh na ‘zauq’

tal jaega ye apni bala tujh pe taal kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Hi Shab O Rose Mein Aabaad Raha Kar

ismail-merathi

Raat

Wafa Ke Raaz Se Parda Nahin uThaungi

poet

Sang-Zanon Ke Waste Phir Nae Raston Mein Hai

zehra-nigaah

Tera Khayal Farozan Hai dekhiye Kya Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet