• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aur Koi Baat Sar-E-Bazm-E-suKHan Kab Nikli

Aur Koi Baat Sar-E-Bazm-E-suKHan Kab Nikli

aur koi baat sar-e-bazm-e-suḳhan kab nikli

bas tiri baat hi nikli hai yahan jab nikli

aankh men gham ka dhuan lab pe tabassum ki kiran

us ke chehre ki udasi bhi mohazzab nikli

kya ajab rasm-e-adalat hai ki har jurm ke ba.ad

mere a.amal men nikli hai ḳhata jab nikli

sun ke suraj ki shahadat ki ḳhabar kirnon se

oḌh kar kaali rida shaam ga.e shab nikli

sirf socha tha ki ik roz bichhaḌna hoga

tham ga.i nabz laga jism se jaan ab nikli

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Ishq Mein Aa Ki Aql Kun Khonan

akhtar-hoshiyarpuri

Tufan Se Qarya Qarya Ek Hue

haidar-ali-aatish

dil Ki Kuduraten Agar Insan Se dur Hon

Rakkha Nahin Ghurbat Ne Kisi Ek Ka Bharam Bhi

Hamare Dil Pe Jo zaKHmon Ka Bab Likkha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet