• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aur Bhi Ho Gae Begana Wo Ghaflat Kar Ke

Aur Bhi Ho Gae Begana Wo Ghaflat Kar Ke

hasrat-mohani

aur bhi ho gae begana vo ghaflat kar ke

azmaya jo unhen zabt-e-mohabbat kar ke

dil ne chhoda hai na chhode tire milne ka khayal

bar-ha dekh liya ham ne malamat kar ke

dekhne aae the vo apni mohabbat ka asar

kahne ko ye hai ki aae hain ayadat kar ke

pasti-e-hausla-e-shauq ki ab hai ye salah

baith rahiye gham-e-hijran pe qanaat kar ke

dil ne paaya hai mohabbat ka ye aali rutba

aap ke dard-e-dava-kar ki khidmat kar ke

ruuh ne paai hai taklif-e-judai se najat

aap ki yaad ko sarmaya-e-rahat kar ke

chhed se ab vo ye kahte hain ki sambhlo ‘hasrat’

sabr o tab-e-dil-e-bimar ko gharat kar ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Kahen Yaro Kya Kya Hum Par Ishq KHarabi Laya Hai

Qahqahe Ki Maut Hai Ya Maut Ki Aawaz Hai

tanveer-anjum

Safar Aur Qaid Mein Ab Ki dafa Kya Hua

abbas-tabish

di Hai Wahshat To Ye Wahshat Hi Musalsal Ho Jae

Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet