• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk Girne Ki Sada Aai Hai

Ashk Girne Ki Sada Aai Hai

ashk girne ki sada aa.i hai

bas yahi rahat-e-goya.i hai

sat.h par tiir rahe hain din raat

niind ik ḳhvab ki gahra.i hai

in parindon ka palaT kar aana

ik taḳhayyul ki pazira.i hai

aks bhi ghair hai a.ina bhi

ye tahayyur hai ki tanha.i hai

un darichon se ki jo the hi nahin

ik udasi hai ki dar aa.i hai

dil numudar hua hai dil men

aankh ik aankh se bhar aa.i hai

us ki a.ankhon ki ḳhamoshi ‘adil’

Dubte vaqt ki goya.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mausam-E-Gul Mein Jo Ghir Ghir Ke Ghataen Aain

Ek Hi Dasht Tha Wo Bhi Na Khangala Maine

Kabhi Wo Dost Kabhi Fitna-Saz Lagta Hai

poet

Wo Jis Ki Justuju-E-Did Mein Pathra Gain Aankhen

Gunahgar to Rahmat Ko Munh Dikha Na Saka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet