• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk-E-Khunin Hai Shafaq Aaj Meri Aankhon Mein

Ashk-E-Khunin Hai Shafaq Aaj Meri Aankhon Mein

siraj-aurangabadi

ashk-e-khunin hai shafaq aaj miri ankhon men

sanjh phuli hai tire baaj miri ankhon men

ek din nain jharoke ki taraf siin guzro

mardum-e-chashm hai muhtaj miri ankhon men

baith kar takht-e-murassa pe miri putli ke

hai mubarak jo karo raaj miri ankhon men

baagh men nargis-e-hairan ne tujhe dekh kahi

teri ankhon si kahan laaj miri ankhon men

aaj ki raat ajab raat mubarak hai ‘siraj’

us ki surat kuun hai mearaj miri ankhon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Hisab Ai Sitam Ijad to Kar

Hum Pariyon Ke Chahne Wale KHwab Mein Dekhen Pariyan

Sada Fariyaad Ki Aae Kahin Se

Kahin Jaun Talluq Ka Sitara Chalta Rahta Hai

dagh-dehlvi

Aap Ka Etibar Kaun Kare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet