• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk-E-Gham Shorish-E-Pinhan Ki KHabar Dete Hain

Ashk-E-Gham Shorish-E-Pinhan Ki KHabar Dete Hain

poet

ashk-e-gham shorish-e-pinhan ki ḳhabar dete hain

ye vo qatre hain jo tufan ki ḳhabar dete hain

qalb-e-sozan men shab-o-roz machalte jazbat

garmi-e-shauq-e-faravan ki ḳhabar dete hain

in sisakte hue ghunchon ko hiqarat se na dekh

ye tujhe nazm-e-gulistan ki ḳhabar dete hain

tere mai-ḳhane ke dam toḌte aa.en saaqi

kisi tagh.ir-e-numayan ki ḳhabar dete hain

vo ufuq par jo ujale se nazar aate hain

amad-e-sub.h-e-daraḳhshan ki ḳhabar dete hain

sehn-e-gulshan men ba-har-an badalte hue rang

ik na.e daur-e-baharan ki ḳhabar dete hain

haq to ye hai ki ḳhalaon ke safar ai ‘mansha’

azmat-e-rutba-e-insan ki ḳhabar dete hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum KHwab Mein Aaoge Ye Malum Nahin Tha

Aankhon Se KHwab Dil Se Tamanna Tamam-Shud

Gul Nahin Khaar Samajhte Hain Mujhe

abbas-dana

Ye Baat Sach Hai Ki Tera Makan Uncha Hai

KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast pahaD

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet