• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk Aankhon Se Piya Bhi Na Bahaya Humne

Ashk Aankhon Se Piya Bhi Na Bahaya Humne

kavita-kiran

ashk ankhon se piya bhi na bahaya ham ne

aag ko dil men kuchh is tarah chhupaya ham ne

vo kabhi apne hue aur na vo ghair hue

un ko khoya bhi nahin aur na paaya ham ne

dil to pahle hi se zakhmi hai dukhi aur na kar

ai zamane tira har baar uthaya ham ne

ham se milte hain vahi dushman-e-jani ki tarah

jis kisi ko bhi yahan apna banaya ham ne

sar jhukae rahe is vaste har ik lamha

ai khuda tujh ko har ik zarre men paaya ham ne

hadisa kya tha ‘kiran’ kuchh na samajh men aaya

umr bhar kis ke liye khud ko ganvaya ham ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

chaTanon Ki Tarah Hain Hum Magar TuTe Hue Bhi Hain

Koi Dil Mein Sama Gaya Hua Tha

Jalti Rahna Sham-E-Hayat

Phir Teri Yaadon Ki Phunkaron Ke Bich

muneer-niyazi

Milan Ki Raat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet