• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kam-Zarf Bhi Hai Pi Ke Bahakta Bhi Bahut Hai

Kam-Zarf Bhi Hai Pi Ke Bahakta Bhi Bahut Hai

kam-zarf bhi hai pi ke bahakta bhi bahut hai

bharta bhi nahin aur chhalakta bhi bahut hai

allah ki marzi ka to saḳhti se hai paband

hakim ki raza ho to lachakta bhi bahut hai

kotah-qadi kahti hai khaTTe hain ye angur

lekin gah-o-be-gah lapakta bhi bahut hai

parva hai na kuchh taal ki ne sur ki ḳhabar hai

par saaz pe duniya ke maTakta bhi bahut hai

shoridgi baḌhti hai dar-e-laili-e-zar par

divar pe ye sar ko paTakta bhi bahut hai

mahfil men to suniye havas-e-jah pe taqrir

pahlu men yahi ḳhaar khaTakta bhi bahut hai

‘baqar’ jo bhaTakta hai ma.ani ke safar men

ho surat-e-zeba to aTakta bhi bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Sarmaya Kab Raha Mahfuz

poet

Kis Tarah Yaad Mein Us shoKH Ki Bekal Dariya

Agarche Roz Mera Sabr Aazmata Hai

noon-meem-rashid

dariche Ke Qarib

akhtar-ul-iman

Sabza-E-Begana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet