• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai

Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai

parveen-shakir

ashk aankh men phir atak raha hai

kankar sa koi khatak raha hai

main us ke khayal se gurezan

vo meri sada jhatak raha hai

tahrir usi ki hai magar dil

khat padhte hue atak raha hai

hain phone pe kis ke saath baten

aur zehn kahan bhatak raha hai

sadiyon se safar men hai samundar

sahil pe thakan tapak raha hai

ik chand salib-e-shakh-e-gul par

baali ki tarah latak raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aap Jab Bhi Kabhi Muskurane Lage

Baaten to Kuchh Aisi Hain Ki KHud Se Bhi Na Ki Jaen

Paran Piritam Pe War Kar Dekho

Ek Pili Chamkili chiDiya Kali Aankh Nashili Si

Sine Mein Sulagte Hue Lamhat Ka Jangal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet