• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Asar Kijiye Kya Kidhar Jaiye

Asar Kijiye Kya Kidhar Jaiye

‘asar’ kijiye kya kidhar ja.iye

magar aap hi se guzar ja.iye

kabhu dosti hai kabhu dushmani

tiri kaun si baat par ja.iye

mira dil mire haath se lijiye aur

sitam hai mujhi se mukar ja.iye

kai roz ki zindagani hai yaan

bane jis tarah ziist kar ja.iye

‘asar’ in sulukon pe kya lutf hai

phir us be-muravvat ke ghar ja.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gulshan-Ba-Dosh Nazren Lab Par Hasin Tarana

Kabhi Talash Na Zae Na Raegan Hogi

Ye Nazm-E-Gurezan Hai Barham-Zadani Pahle

Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe

sarwat-zehra

Tumhaari Muntazir Yun To Hazaron Ghar Banati Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet